Bakari palan vyavsay ek esa vyavsay hai jise kam lagat me shuru karke accha munafa kamaya ja sakta hai.

Is business se dhudh ke sath mans se bhi achhi kamai ki ja sakti hai.

Is vyavsay ko bade star par shuru karne ke liye bank se 25 lakh tak ka loan mil sakta hai.

Bakari palan vyavsay ke liye sarkar dwara bhi subsidy pradan ki jati hai.

Bakari kharid, bakariyon ke liye chara khariden ke liye tatha shed banane ke liye loan diya jata hai.

Bakari palan vyavsay ke liye loan lene ke liye aapke pass bank kredit card tatha bank ka 2 sal tak ka statement hona chahiye.

Bakari palan ke liye sbi bank, vyavshaik bank, chtriy gruh bank, canera bank, shahkari bank tatha idbi bank aadi loan dete hai.

Sabhi bank apne apne hisab ke byaj dar par loan pradan karti hai.

Agar aap bakari palan ke liye loan lena chahate hai to apni najdiki bank se sampark kare.

Bakari palan vyavsay ke bare me adhik jankari ke liye